30 Years Of Shah Rukh Khan: Heres a list of 30 unforgettable dialogues by the superstar

Three decades spent ruling Bollywood is not easy  but not impossible either if the star we’re talking about is Shah Rukh Khan a.k.a. King Khan. With a body of work that’s going to inspire generations to come, Shah Rukh Khan has aced every genre of film he’s been a part of over the years. From comedy to action to romance to drama – he’s done it all and convinced everyone of the grit that is deeply embedded in him as an artist.
He started his journey on June 25, 1992 with Deewana starring Divya Bharti and Rishi Kapoor in the lead and that was the beginning of the journey of a superstar in the making. He doesn’t need to mouth reams of dialogue, just a simple K…K…K…Kiran has the power to make his fans go wild. On the completion of 30 years of SRK – here is a list of 30 of his unforgettable dialogues from iconic films that will be etched in our hearts forever.

Shah Rukh Dialogues

1.“Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch harna padta hai. Aur haar ke jeetne waale ko Baazigar kehte hai.” – Baazigar, 1993

Shah Rukh Dialogues

2.“Sachchi mohabbat ko pechaanne ke liye aankhon ki nahi… dil ki zaroorat hoti hai.” – Darr, 1993

Shah Rukh Dialogues

3.“Agar yeh tujhe pyaar karti hai to ye palat ke dekhegi…palat…palat!” – Dilwale Dulhania Le Jayenge,1995

Shah Rukh Dialogues

4.“Waqt ke aage kisi ki nahi chalti, isliye waqt par hi chod dijiye.” – Zamaana Deewana, 1995

Shah Rukh Dialogues

5.”It’s alright senorita, bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein hoti rehti hai.” – Dilwale Dulhania Le Jayenge,1995

Shah Rukh Dialogues

6.“Nadi, nadi nahi jis mein pani na ho… hawa, hawa nahi jis mein ravani na ho… woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho.” – Pardes, 1997

Shah Rukh Dialogues

7. “Joh sach sunna chahte hai… woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat lekar nahi aate.” – Pardes, 1997

Shah Rukh Dialogues

8.“Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai… aur pyaar bhi ek baar hota hai.” – Kuch Kuch Hota Hai, 1998

Shah Rukh Dialogues

9.“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai. Har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti. Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte, toh mohabbat ka saath kyun chode?” – Mohabbatein, 2000

Shah Rukh Dialogues

10.“Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho … toh hamesha dil ki suno … aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apni maa aur papa ka naam lo … phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi … jeet tumhari hogi, sirf tumhari.” – Kabhi Khushi Kabhie Gham, 2001

Shah Rukh Dialogues

11.”Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai … hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake.” – Devdas, 2002

Shah Rukh Dialogues Shah Rukh Dialogues

12. “Babuji ne kaha gaon chhod do, sab ne kaha Paro ko chhod do, Paro ne kaha sharab chhod do, aaj tumne keh diya haweli chhod do, ek din aayega jab woh kahega, duniya hi chhod do.” – Devdas, 2002

Shah Rukh Dialogues

13.“Aaj … aaj ek hasi aur baant lo … aaj ek dua aur maang lo … aaj ek ansoon aur pee lo … aaj ek zindagi aur jee lo … aaj ek sapna aur dekh lo … aaj … kya pata, kal ho naa ho.” – Kal Ho Naa Ho, 2003

Shah Rukh Dialogues

14.“Pyaar toh bahut log karte hai … lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum joh nahi ho.” – Kal Ho Naa Ho,2003

Shah Rukh Dialogues

15.“Sachi mohabbat zindagi main sirf ek baar hoti hai… aur jab hoti hai, toh koi bhagwan ya khuda usse nakamayab nahi hone deta.” – Veer Zaara, 2004

Shah Rukh Dialogues

16.“Mohabbat ke zamane guzar gaye janab… Ab chote mote pyaar se hi kaam chala lijiye aap.” – Kabhi Alvida Naa Kehna, 2006

Shah Rukh Dialogues

17.“Life Mein Aur Films Mein, ant mein sab kuch theek ho jaata hai.” – Om Shanti Om, 2007

Shah Rukh Dialogues

18.“Sattar minute, sattar minute hain tumhare paas.” – Chak De! India, 2007

Shah Rukh Dialogues

19.“Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish main lag jaati hai.” – Om Shanti Om, 2007

Shah Rukh Dialogues

20.“Main jab bhi aap ko dekhta hoon mujhe Rab dikhta hai. Rab ke samne matha tekta hoon toh dil ko sukoon milta hai. Aap ko hanste hue dekhta hoon toh dil ko aur bhi sukoon milta hai. Toh main toh aapko Rab se bhi zyada pyar karta hoon.” – Rab Ne Bana Di Jodi, 2008

Shah Rukh Dialogues

21.Rishtey sirf khoon se nahi hote… mohabbat se bhi bante hai.” – My Name Is Khan, 2010

Shah Rukh Dialogues

22.“Tera haath se haath chodna… tera saayon ka rukh modna… tera palat ke phir na dekhna… nahin maaf karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan. Tere jhoothe kasme vaadon se… tere jalte sulagte khwabon se… teri beraham duaon se… nafrat karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.” – Jab Tak Hai Jaan, 2012

Shah Rukh Dialogues

23.“Don’t underestimate the power of a common man.” – Chennai Express,2013

Shah Rukh Dialogues

24.“Kismat badi kutti cheez hai … saali kabhi bhi palat jaati hai.” – Happy New Year, 2014

Shah Rukh Dialogues

25.”Hum shareef kya hue…poori duniya hi badmash ban gayi” – Dilwale, 2015

Shah Rukh Dialogues

26.”Woh sirf star nahi hai, duniya hai meri.” – Fan,2016

Shah Rukh Dialogues

27.“Don’t let your past blackmail your present, to ruin your beautiful future.” – Dear Zindagi, 2016

Shah Rukh Dialogues

28.“Koi dhanda chota nahi hota aur dhande se bada koi dharam nahi hota..” – Raees, 2017

Shah Rukh Dialogues

29.“Ek tarfa pyaar ki taaqat hi kuch aur hoti hai… yeh rishtoh ki tarah do logon mein nahi badti.. sirf mera haqq hai iss pe..” – Ae Dil Hai Mushkil, 2017

Shah Rukh Dialogues

30.” Zindagi Kaatni Kisse Thi, Hume Toh Jeeni Thi.” – Zero, 2018